11 simple Tips Blog Ki Traffic Kaise Badhaye: Agar aapne Blog banaya hai to aap apna blog ki traffic ya visitors Increase karne ke liye aapko bahut kuch karna padhega. Blog me visitors kitne jarori hote hai ye to aap jante hi honge. Agar aapke blog par visitor’s kam honge then aap apne blog se Earn karne me success nahi ho sakte ya ham ye keh sakte hai ki bina visitors ke blog ka koi faiyda ya value bhi nahi. Matlab Online bussines karne ke liye Blog par traffic hona bahut hi jaruri hota hai.
Waise to website ki traffic badhane ke liye bahut si Website bhi kaam karti hai. But agar aap chahe to aap khod bhi kar sakte he. But iske liye aapko thodi si mehnat karni padegi tab hi aap apne blog par traffic increase kar sakte ho . So In this post par main aapko blog ki traffic kaise badhaye is bare me bataonga.
Blog par visitors badhane ke liye aapko kuch baaton par regular dhyan dena hoga. Aur aapke blog par kuch chizo ko add aur kuch points ko regular follow karna padega. Tabhi aapke blog par jyada visitors aayenge. So niche is sab ke bare me details me bataonga. Agar aap apni blog ki taffic badhana chahate ho to is post ko dhyan se padhe. I sure aapko blog ki traffic kaise badhaye par visitors badhaye is bare me achi knowlage ho jayegi.
Also Read: Top 7 Blogging Mistakes Jinhe Aap Kabhi Mat Kare
Blog ki Traffic Kaise Badhaye – How To Increase Blog Traffic:
(1) Simple Design:
Blog ka design bhi blog par High Traffic lane me help karti hai. Because agar aapki blog ki Design achi nahi hogi to visitors aapki blog par visit karna bhi pasand nahi karenge. Aur agar visit karenge to bhi aapki design ko dekhkar aate hi chale jayenge. Jisse aapki Bounce Rate bhi badti he. So aapko apne blog ko simple design kare. And simple design SEO ke liye bhi jyada better hota hai. Because visitors or search engine dono hi jyada colorful design pasand nahi karte.
So aap apne blog ka Design simple hi rakhe. Aur home page par jyada widget and ads ko add mat kare. Nahi to visitors ko parisani hoti he aapki post ko padhne me aur unhe kya chaiye aapki blog par wo search karne me bhi parisani hogi.
(2) Use Fast Loading Template:
Har visitor chata hai ke jis blog ko wo open kar raha hai wo fast open ho. Iske liye important hai ke aap apne blog Template ki asi seting kare jo fast loading ho. And khoobsurat bhi dikhe agar apka blog khobsurat dikhai dega then visitor aapke blog par return r aane ki ummid jyada hoti he.
Aur agar aapki blog ki loading fast hogi to har visitor aapke blog par visit karna pasand karenge. So blog par visitors badhane ke liye Template fast loading honna bahut hi jaruri he.
Isliye Aap jab apne blog par Template upload karte ho to aapko ek aisa template select karna hoga jo ki fast loading ho aur mobille friendly bhi ho. Because aaj kal har koi mobile par hi net use karte he. So blog ka template mobile Friendly bhi hona chaiye.
Also Read: Blog Ke Liye Template Download Karne Ki 6 Best Websites
Blog ki Traffic Kaise Badhaye:
(3) Submit Blog Post In Search Engines:
Google Bing jeisi search engine par app apna site ke post ko submit kare. Normally search engines new post ko 1 ya 2 din me index karke search results me show karta hai. But agar aap apni new post ko khud search engines me submit kare toh woh usi waqt index hokar search reults me aane jati hai. Jise agar aapka artical acha hoga to search engine usse top par show karega jisse aapke blog ke visitors increase honge.
Also Read: Blog Ki Ranking Increase karne ke 3 Assan Tarike
(4) SEO – Search Engine Optimization:
Blog par traffic lane ke liye SEO search engine ko optimize karna bahut hi jarori hota hai. But bahut se niwbie ise ignore karte he jo ki bahut badi galti he. Because Seo ke bina aap apne blog ko success nahi bana sakte. So apne blog aur post par seo ko proparly optimize kare. And Iske liye aapko at first Blog ko seo friendly banana hoga. On-page or Off-page Seo par bhi dhayn de. Backlinks and permalink ko bhi use kare apne blog post par.
Jisse aapki Blog and Post dono seo friendly hogi. Aur aapki blog ki traffic bhi badhegi.
Also Read: Blogging Me Fail Hone Ke 5 Big Resons
(5) Write High Quality Content:
Blog par visitors lane ka ye sabse important techniques hai Agar aap high quality content likhenge to aap Kafi easily se kam time me achi traffic pa sakte hai apne blog ke liye .
Matlab ki aapke post par sabse jyada search hone wali keywords ko add kare post minimum 1000 words ka likhe Sath hi seo ko puri tarah optimize karke post likhe Jisse aapke blog ki visitors bahut jaldi increase honge. So aap hamesa On page, Off page ko achi taraha se optimize kare aur hamesa Visitors ke liye post likhe.
Agar aapko nahi pata ki blog ke liye article kaise likhe to aap is post ko read kare Blog Ke Liye Badiya Post Kaise Likhe
(6) Use Keyword on your blog post:
Blog me visitors lane ke liye aapko Blog post par keyword ko jarur add karni chaiye. Because Keyword se hi search engine ko ye pata chalta he ki aapne post kis topic par likha he. And search engine aapke keyord ko dekhkar hi aapki post ko rank deta hai. So aapko apni post par keyword ko jarur add karni chaiye.
But Focus Keyword ko Blog post par Proparly use karna yani blog post par kaise aur kaha kaha use karni chaiye. Ye jaan na bhi bahut hi jaruri hota he. Because agar aap keyword ko apni post par over time use karenge. Matlab ki agar aap apne keyword ko bar bar use karenge to bhi google aapki site or post ko Spam list me bhi dal sakta he. So aapko Keyword Density ko bhi dhyan me rakhna hoga keyword add karte samay.
Tabhi aapki blog post ko search engine ke top par show hogi. Aur aap to jante hi honge ki jo post search engine ke sabse upar show hoti he usi post par visitors jyada visit karte he.
Also Read: Google Analytics Par Apna Pageviwes Tracking Kaise Stop Kare
(7) Use Eye-Catching Photos:
Images blog post ke liye important hoti he. 1 image 1000+ words ka kaam karta he. So blog post par images jarur Add karni chaiye. Jisse visitors ko aapki post samajne me bahut assan hogi. So aap apne post ke har image Ko Seo friendly banaye And image ko aap photo sharing site par share karke bhi apni site ka traffic badha sakte hai.
Jiase man lo kisine agar Google ,Printest , ya Instagram par aapke post ke related photos search kiya. Aur aapne apne post ke photo in par share kiya he to Visitors ko aapki post ki photo show hogi. Aur wo aapke images ki link se aapki blog par visit karenge. So apne har post ko photo sharing site par share kare. And apne blog ke visitors badhaye.
But aapke photos achi clear and good quality ke hone chaiye and sath hi aapka photo aisa hona chaiye ki koi bhi visitor image ko dekh kar ye samajh sake ki aapki post par kya hai.
(8) Use Share Buttons:
Social site jaise Facebook Twitter, & Google+, aajkal har koi use karta he. So aap apne blog par social share buttons ka use zaroor kare. Because when koi visitor aap ki post ko padhta hai aur unhe wo post achi aur helpful lage to wo apne doston ke sath aapki post ko share kar sakenge.
Jisse social site par jyada se jyada logo ko aapki post aur site ke bare me pata chalega . Aur wo aapke post or blog par visit karenge. So aap apne blog par social site ke sharing buttons ko apni blog par add kare. Aur apne visitors se bhi request kare ki aapki post ko social site par share kare. Jisse aap aur jyada visitors recived kar sakenge apne blog ke liye.
(9) Comments:
Comments bhi ek bahut hi badiya tarika hai apne blog par visitors badhane ke liye. So aap others blog par comment kare. When aap kis other blog par apna comment karenge to us me apne blog ki link bhi de is tarha us blog ki post ko read karne vale visitor bhi aapki post par bhi visit karenge.
Aur aap khod bhi apne blog ke har comments ka replay de. Jisse visitors ko aapse bahut help mile apne blog ki problem solve karne me. Agar aap aisa karenge to visitos aapki blog par visit karna bhi pasand karenge. And aapki website ki Traffic bhi increase hogi.
(1O) Guest Post:
Guest post ke bare me to aapne suna hoga. But Kya aap jante hai ki guest post se bhi blog ki traffic badhai ja sakti hai. Aap apne topic se related anothe Blog par guest post kare. aur post par apne kisi dusre post ka bhi links add kare. Isse aap jis site par Guest posting kargo uss blog par ane wali traffic apki website par bhi ayegi. Aur aapke blog par visitors increase honge.
Also Read: Badiya Domain Name Kaise Select Kare-Tips For Beginners
(11) Regular Updates:
Google fresh or latest content ko jyada pasand karta hai. So agar ho sake to din me ek post jarur publish kare. Ye Seo ki najar me acha hota hai jiske karan apka blog search engines ke first page me show hota hai. Or ye baat sab jante he ki search engines jo results sabse uper show karta hai visitors usi page ko pehle open karta hai.
Sath hi aap apne old post ko bhi update karte rahe. Matlab aapke jo old post he unpar bhi aap kuch new information add kare. Kuch new Links add kare. Post 500 words me he to use 1000 ya 1500 words ka banaye. New photos add kare ect. Ye sab karke post ko update karte rahe. But words ko 1500 banane ke liye bekar me kuch bhi mat dale. Aur post ki related hi kuch new Information add kare. Aur publish karte rahe . Jisse aapko aapki blog me Traffic badhane me madat milegi.
Final words:
Blog par visitors badhane ke liye upar maine aapko jitne bhi tarike bataye hai. Wo sab aapke blog par traffic badhane ke kaam aayenge. But agar aap inhe proparly nahi karoge to aapke blog ki traffic increase nahi hogi. So main aapko kehena chahonga ki aap har ek poins ko achi taraha se samje aur apne blog par inn tips ko use kare. Aaapke blog ke visitors jarur badhenge.
Finally Is post me maine sabhi ponts ko easy words me samajhaya he. Jinhe aap aasani se samajh sakte ho or follow kar sakte ho. And jinse aapki blog ki traffic increase hongi. But bhir bhi agar aapke Mind me kuch confusion ya koi sawal he is post ke related to aap niche comment box par Comment karke apna Question puch sakte he. Muje khosi hogi aapki help karne me.
Sath hi agar aapko Blog ki traffic kaise badhaye ye jankari achi Aur helpful lage to please aap ise social site par apne doston ke sath share karna mat bhule.
24 Shares
Share19
Tweet
Pin2
+1
Share3
By Nirmal Ghimire| 2017-11-17T14:04:11+00:00 November 4th, 2017|Categories: SEO|Tags: Blogger, SEO|77 Comments
About the Author: Nirmal Ghimire
Nirmal Ghimire is the founder & CEO of myhindinotes.com. A self created passionate blogger and web researcher from Assam, India.
77 Comments
Sandeep kumar February 10, 2018 at 10:43 pm – ReplyBhai Blog Ki traffic ke bare me aapne bahut hi achi jankari share ki hai. Bahut hi useful post hai thanks.. for sharing
Nirmal Ghimire February 11, 2018 at 7:25 am – ReplyThanks Bro Keep Visiting
Vijay Patel January 30, 2018 at 3:09 pm – ReplyBhut achchhi jankari di hai apne traffic bdhane ki par mera traffic bdh nhi rha to kya krna chahiye
Nirmal Ghimire January 30, 2018 at 3:23 pm – ReplyPost par bataye shahi points ko properly follow kare
Arif Ansari January 27, 2018 at 9:39 pm – ReplyBahut hi best jankari de hai.bloggers ke liye
Nirmal Ghimire January 27, 2018 at 10:27 pm – ReplyTHANKS BRO
Vandna Namdeo January 25, 2018 at 10:48 pm – ReplyKal hi mere blog ko adsense approval mila hai pahli bar apply krne pr..
Kya aap bta skte hai traffic badane ke Liye Post ki length metter krti hai nhi
Nirmal Ghimire January 26, 2018 at 7:08 am – ReplyJi ha post ki length achi hogi to bhi aapki blog ki traffic increase ho sakti hai.
SUMIT KUMAR GUPTA January 24, 2018 at 1:10 pm – ReplyThank you for sharing this article. This article is very helpful for new blogger.
Nirmal Ghimire January 24, 2018 at 1:34 pm – ReplyThanks Sumit.. Keep visiting
Meghraj Jarwal December 29, 2017 at 8:56 pm – ReplyVery good information thanks for sharing this post
Nirmal Ghimire December 29, 2017 at 8:57 pm – ReplyThanks Meghraj Jarwal
Vandana December 5, 2017 at 10:49 pm – ReplyNice article sir
Can I please write one guest post on your blog in hindi
Nirmal Ghimire December 6, 2017 at 7:34 am – ReplySure Vandana aap muje mail karo
pramendr December 3, 2017 at 10:55 pm – Replysahi me bahut hi achhi jankari di.
Sujata shah November 18, 2017 at 7:58 am – ReplyHello Nirmal
Such a great and informative article
Thanks for sharing
Nirmal Ghimire November 18, 2017 at 8:13 am – ReplyThanks Sujata
puran mal November 14, 2017 at 9:33 pm – Replybhut hi badhiya jankari hai bhai.aap ke es post ko me jrur follow karunga
Nirmal Ghimire November 14, 2017 at 9:37 pm – ReplyThanks Bro
Mohammed tousif November 4, 2017 at 8:05 pm – ReplyOsm article bro blog ki traffic increase karne ke liye
Nirmal Ghimire November 5, 2017 at 7:39 am – ReplyThanks Bro
laxman praeasd October 24, 2017 at 12:17 pm – Replysir,
main aapse ek jaankari chahata hu.hum aapne blog ki traffic ko kaise bada sakte hai.
please sir koi aisi trik bataye.jisse hum aapne blog ki traffic ko incarse kar sake.
Nirmal Ghimire October 24, 2017 at 7:35 pm – ReplyLaxman bro aap post par bataye sabhi tips ko properly Follow karenge to aapki site ki traffic jarur increase honge.
shivam shakya October 21, 2017 at 4:52 pm – Replybhai mera blog hindi shayari ka hai or six month se bhi jyada purana hai lekin uska trafc bahut hi kam hai daily ka 50 se 100 aata hai aapne jo tarika bataya hai usse traffic increase hoga
Nirmal Ghimire October 21, 2017 at 5:01 pm – Replyshivam Bro Aap post ko achi taraha se read kare. And post par bataye sabhi Tips ko achi taraha Follow kare. Aapki Traffic jarur Increase honge.
vijay patel October 18, 2017 at 9:39 am – Replynice jankari
par mujhe janna he ki keyword ka kya mtlb hota he
plz btaye
or ek baar mere blog ko plz check kare kesa he
Nirmal Ghimire October 18, 2017 at 3:07 pm – ReplyBro keyword kya hai And keyword ke bare me Aur bhi maine apne blog par bahut se post share ki hai. Aap please myhindinotes ke search bar par search kare ‘keyword’ likhkar aapko sare keywords ke related post show honge. And aapki blog bhi maine check ki hai bahut hi badiya hai. But aap Ek Domain Add karle. Then aapke blog ke liye aapko aur bhi visitors milenge. Because abhi aapka blog name kuch jyada hi badha hai jisse bahut se visitors aapka blog name search karke aapke blog par nahi aate. Agar aapko nahi pata to aap mujse Fb par contact kare main free mai new bloggers ke blog par domain and Hosting add kar deta hu.
Satyam Patel October 5, 2017 at 6:12 am – ReplyThank you sir best article lots of thank you.
Sir aap mere blog ko ek baar Review kijiye aur mujhe bataaye ki esme kya kamiya hai?
Nirmal Ghimire October 5, 2017 at 11:43 am – ReplySatyam bro aapke blog ke site bar ki Color ki bajaha se visitors ko aapki site dekhne me problem hoti hai.Isliye aap uss color ko hataye.
Satyam October 5, 2017 at 1:57 pm – ReplyPlz sir kya aap mujhe bata sakte hai ki kon sa colour change karna chahiye? Mujhe samajh me nhi aaya.
Nirmal Ghimire October 5, 2017 at 5:10 pm – ReplySatyam ji Red Color ko aap thoda Change kare.
laxman September 29, 2017 at 6:09 pm – ReplySIR,
Mai apse ek jankari chahata hu.ki aap meri site knowledgehindi.com ko chek karke dekhligiye ki yeh adseance ke liye redy hai.yaa nhi.agar haa to prosess bataye agar nhi to problam ka solve bataye.plse help me.
Nirmal Ghimire September 29, 2017 at 8:52 pm – ReplyAap Adsense par Apply kar sakte hai.But Pehele aap is post ko padh le. Tab aap khod hi Decide kar sakenge ki aapko AdSense ke liye kab aaply karna chaiye. New Bloggers Google Adsense ke Liye Kab Apply Kare
Golu gupta September 10, 2017 at 12:45 am – ReplyBahot achhi post hai sir ummid hai ki isse follow karne ke baad meri blog ka traffic increase ho jayegi
Nirmal Ghimire September 10, 2017 at 1:29 am – ReplyThanks Golu gupta ji
Rushikesh Sonawan September 9, 2017 at 6:34 pm – Replynice post bro keep it ip!
Nirmal Ghimire September 9, 2017 at 8:32 pm – ReplyThanks Rushikesh Sonawan
Ezhar mansuri August 29, 2017 at 10:25 am – ReplyVery nice post i like it. Thaks
Nirmal Ghimire August 29, 2017 at 12:08 pm – ReplyThanks Ezhar
Mahendra August 11, 2017 at 12:18 am – ReplyThanks for sharing such a nice information
Nirmal Ghimire August 11, 2017 at 8:42 am – ReplyThanks Mahendra
Sumit August 10, 2017 at 10:26 pm – ReplyNice article admin.
Mera blog http://www.tricksinhindi.com check karke batana kya kami hai is me
Nirmal Ghimire August 10, 2017 at 10:37 pm – ReplySumit bro aap apne blog ke home page par jyada widget add mat kare. Aur home page par jyada post bhi show mat kare. Baki badiya hai.
Ruchika Gautam July 28, 2017 at 2:49 pm – Replysir, bhut accha or helping post tha.
Nirmal Ghimire July 28, 2017 at 5:34 pm – ReplyThanks Ruchika.
rovin singh chauhan July 22, 2017 at 4:21 pm – Replybahut he badiya post hai.
Nirmal Ghimire July 22, 2017 at 8:46 pm – ReplyThanks Bro
md yaseen July 19, 2017 at 11:00 pm – ReplyHii bro humne bhi ek blog banaya h aur 160_ 162 post bhi publish kiya h but hamare blog me koi bhi widgets i means subscribe us contact from page add to ho rha h but blog me show nhi ho rha h so bro plz help me
Nirmal Ghimire July 19, 2017 at 11:04 pm – ReplyBro aapke blog ki name bataye. Main Check karonga. Fir aapko bataonga ki kya karna he.
md yaseen July 20, 2017 at 7:48 am – ReplyThanx bro for reply my blog url my desigharelunuskhe.blogspot.com
Plz bro visit my blog & help me for setup
Nirmal Ghimire July 20, 2017 at 11:40 am – ReplyBro aapke site par template change kare. Aur fir Blog me Domain add kare. Fir uske badd blog ko achi tarha se design kare. Aur KOI BHI problem ho to aap muje Fb par contact kare. main jarur aapki madat karunga.
md yaseen July 21, 2017 at 10:41 pmHii bro hume ek baat bataiye kya aapne ye jo blog banaya h aur blog me contact us & subscribe widget add kiya h ye mobile se kiya h ya laptop pc se bataiye plz aur kya mai bhi ye sab mobile se add kar paunga ya nhi humne bahut try kiya but add to ho jata h but aapke jaisa blog ke home page par show nhi karta plz bro bataiye ye kaise hoga plz Help me bro I’m wait
Nirmal Ghimire July 22, 2017 at 9:39 amMD Yaseen Bro mobile se ye nahi hoga. Aapko ye sabhi pc se hi karna padega. Aap muje fb par contact kare. main aapko apki site ki sabhi problem slove karne me aapki puri madat karonga.
Tehseen Naqvi July 14, 2017 at 12:20 pm – ReplySir mera Blog check kar K bta dein Kaisa Hai please hinglishstar.blogspot.com
Nirmal Ghimire July 14, 2017 at 3:29 pm – ReplyBahut hi badiya site he aapka. Bas aap apne post par photto add kare.And uske liye aap myhindinotes ka ye post padhe. Aur sath hi aapke blog par jo unwanted widget he aap unhe remove karde.
Smartvikash July 3, 2017 at 12:55 pm – ReplyHello good morning kya post long ki jgah 1500 word me likine par hme koi fayda hoga
Nirmal Ghimire July 3, 2017 at 1:04 pm – ReplyNahi bro aap jitni long artical likhoge utna hi aapko faida hoga. But aapki artical High Quwality honi chaiye.
Matlab ki aap jis topic ke bare me likhoge uski puri jankari aapke post par honi chaiye. Aur jab aap kisi artical par puri jankari denge to wo post par word bhi jyada hi honge.
Pooja June 14, 2017 at 12:57 pm – ReplyHello
Very great information.
Thanks for sharing
Nirmal Ghimire June 14, 2017 at 3:52 pm – ReplyThanks Puja
Aashish May 31, 2017 at 12:55 pm – Replyok thnks sir…
Aashish April 26, 2017 at 5:06 pm – Replynice article bhai.Ager paid backlink li jaye to koi benefit hoga ya nahi
Nirmal Ghimire April 26, 2017 at 8:28 pm – ReplyHI Aashish Bro Main to paid backlinks use nahi karta hu.But agar aap lena bhi chaho to acchi taraha se site ko check karle.
Harshal April 15, 2017 at 4:26 pm – ReplySir mene abhi blog
shuru kiya hai.
Mai aapse janana chahta hu ki
Mere blog me kya khamiya hai.
Mujhe konsi chije durust karni chahiye?
tell me sir.
Nirmal Ghimire April 15, 2017 at 6:31 pm – ReplyHi harshal aap Blog Banane Ke Baad Kya Kare Ye post padhe..
Harshal April 15, 2017 at 4:23 pm – ReplyFriends Apne blog ki
Traffic Increase hone se
blog to popular Hota Hi hai.
blog popular karne ke liye
Search engine me aapka blog
Top pe Hona chahiye.
Nirmal Ghimire April 15, 2017 at 6:34 pm – ReplyJi ha Harshal bro… Thanx aapke valuable comment ke liye.
Love Kaushik March 12, 2017 at 11:20 pm – ReplyIdeasMag template best hai Ribbon template….
Dono me kon sa seo friendly hai
Nirmal Ghimire March 13, 2017 at 9:13 pm – ReplyLOVE kaushik ye dono hi seo friendly template he. Aapko jo pasand he aap wo add kar sakte he
rohit March 4, 2017 at 7:42 pm – Replyvery good article sir ,,important point traffic ke liye .. thanks sir
Nirmal Ghimire March 4, 2017 at 9:57 pm – ReplyThanks Rohit Bro n keep visiting
Love Kaushik March 3, 2017 at 9:38 am – ReplyNice postSir please mere blog ko check karke bataye. Mere blog me traffic zero hai daily pageview 10-15 hai aur 1 year ho gaya blog banaye.Aur mere site template ka design aur speed bhi check karke bataye
Nirmal Ghimire March 3, 2017 at 3:26 pm – ReplyHii Love Aap apne blog ki design change kare. Aur jitna ho sake apne blog ko simple banaye…AUR Blog ka speed check karne ke liye aap myhindinotes ka recently publish post ko padle jispar maine blog ki speed ke bare me bataya he.
Priyanshu Negi April 11, 2017 at 7:22 am – ReplySir ek baar mere blog ko v dekh lijiye…
Koi dikkat hai to bta de.
Design ya writing style ya theme…
Please
Nirmal Ghimire April 11, 2017 at 8:49 am – ReplyBHAI AAPKE BLOG PAR THEMES CHANGE KARE. AUR APNE BLOG KO SIMPLE DESIGN KARE.
Sivam March 2, 2017 at 11:46 am – ReplyBahut badhiya jankaari diye ho sir, Seo is most important tool for organic traffic. mai aapse kuch sawal karna chahta hu.Aap mera blog ek bar check jarur kare. mai seo ko dhan me rakhte huye apne blog ko manage kar raha hu. abhi daily 150 + organic traffic hai mere blog par. kuch blogger kahte hai mere blog ki design achhi nahi hai. aap please muze bataiye ki kya muze apana template change karna chahiye. ya fir jo template use kar raha hu wo template bhi chalega.
please mera blog check kijiye aur muze suggest kare.
Nirmal Ghimire March 2, 2017 at 3:56 pm – ReplyMr Sivam bahut hi achi site he aapka bas aap sidebar par kuch widget add kare
Shubham Gupta February 12, 2017 at 6:51 pm – ReplyHey Nirmal Nice post about Traffic. Thanks for sharing
Blog Kaise Banaye – Puri Jankari Hindi Me
My Hindi Notes Ki First Income Report 341$
11 Simple Tips Blog Ki Traffic Kaise Badhaye
5 Tips- Blogger Blog Ko Design Kaise Kare
Bluehost Se Hosting Kaise Kharide With Free Setup
Google AdSense Se Per Day 100$ Kaise Kamaye
New Bloggers Blog Par Starting 15 Steps Kya Kare
Blog Ke Liye Google Analytics Par Account Kyu Aur Kaise Banaye
WordPress Par Blog Kaise Banaye- Step By Step Guide For Beginners
Facebook Se Blog Ki Traffic Kaise Badhaye
Blogspot par Blog Banane Ke Baad Sabse Pehele Kare Ye 5 Kam
Blogger Par Custom Domain Kaise Set Up Kare
Share19