Google Account Me Recovery Phone Number Kaise Add Kare

Google Account Me Recovery Phone Number Kaise Add Kare: Google Account kitni important hai ye to aap jante hi honge. But kya aapka Gmail account safe hai? Kya kabhi aap apne Google Account ka password, phool jaye to kya karenge ? Ya kaise aap apne Gmail Account ko recover karenge ?

Google apne har user ko apne account ko Safe rakne ke liye or aapke account ko recover karne ke liye Ek Email And ek phone Number add kar sakte ho.

Jisse aap kabhi agar appka Gmail ID ka password phool jaye to aap apne phone number ke jariye apne Google Account ko Recover kar sakte ho.

Maine apne pichli post par aapko Gmail account ko Recover karne ke liye Email address kaise set kare is bare me bataya tha.

In This post nain aapko Apne Google Account par recovery phone Number kaise set kare. Is bare me screen short ki help se bataonga. Aap bahut hi easily is step ko follow karke apne Google Account me recovery phone number dal sakte hai.

Also Read: Google Par Free Me Gmail Id Kaise Banaye

Google Account Me Recovery Phone Number Kaise Add Kare:




Google account par recovery phone no add karne ke liye At first aap apne Google Account par Log in kare. Next aap Settings ke is icon ko click kare. And fir settings par click kare.

google account me recovery phone number kaise add kare

Next aap Account and Import par click kare. Aur fir Change Password Recover Option par click kare.

google account par recovery phone number kaise add kare

Also Read: Google Me Sahi Information Search Kaise Kare

Fir next page ke niche Account Recovery option par Recovery phone number add kare. And fir use Verify karle.

google account par recovery phone number kaise add kare

Congratulation ab aapke google Account par Recovery phone No add ho gaya hai. Ab is phone number ki help se aap kabhi bhi apne Gmail Account ko recover kar sakte ho.

Also Read: what is google ?google kya he aur ye hamari keise madat karta he?

To doston  Google Account Me Recovery Phone Number Kaise Add Kare, ye useful jakari aapko kaisi lagi. Niche comment box par jarur bataye. Sath hi is post ko aap apne social site par jarur share kare.

Leave a Comment