Backlinks Kya Hai or Ye SEO Ke Liye Kyu Jaruri Hote Hai

Backlinks kya hai aur aur ye kyu jarori hai SEO (search engine optimization) ke liye ye bat har ek blogger ya site owner ko janni chaiye. Agar aapne Blogsite ya website banya hai then aapko SEO ke bare mai thodi bahut jankari to jarur hogi ki SEO kya hai On-page seo Off-page seo ke bare me bhi aapko jaror jankari honi chaiye.

Backlinks -kya- hai

Also Read: Beginners guide 2017: New Blog Par Traffic kaise Badhaye

Because agar aap apne site ki ranking,traffic ya visitors increase karna chahate he. Then aapko SEO ke bare me puri jankari honi chaiye. Search engine optimization ke bina aap apne Website ya blogsite se success nahi ho sakte. Aaj is post par main aapko Backlinks ke bare me puri jankari dene ki kosis karonga ki backlinks kya hai and Seo ke liye ye kyu jarori he. And backlinks kaise banaye apne site ke liye.

Also Read: Badiya Domain Name Kaise Select Kare-Tips For Beginners

Backlinks kya hai-What Is Backlinks:

Backlinks wo external link hote hai jo kisi or site se aapki site par aate he. Such as agar kisi ke site par mere site ka link he aur visitor oss link ko click kar ke mere site par aate hai  then mere site ko oss ki site se backlink milega isi ko backlink kehete he. Aapki site par total kitni other sites se visitors aate hai wo aapki site ke total backlink hote hai. Matlab backlinks un links ko kahte hai jin par click kar ke log another website ya blog se aapki site par aate hai .

Also Read: Blog Post Ke Liye Badiya Title Kaise Select Kare

Backlinks kitne taraha ke hote hai:

Mai aapko yaha backlinks ke kuch points bta raha hu. Jinse aapko backlinks ke bare me or jyada clearly samaj aa jayenge.

(1) Internal Links: Ye wo links hote hai jo ham post me apni hi kisi another post ka link add karte hai.

(2) Extrnal Links: Ye wo links hote hai jo hum kisi another site ka link apni post me add add karte hai.

(3) Link Juice: Ye wo links hote hai jinhe aap apni site ke home page par add karte ho.

(4) Anchor Text : When koi aapki site ke text ko kisi or site se copy kar search kar ke aapki site par aata hai .

(5) Low-Quality Links : When koi spam, trash ya anya kisi harvested sites se aapki site par aata hai .

(6) Low-Quality Links : When koi apni site par aapki site ka link add kar ke us par jane ke liye kahta hai or us par click kar ke aapko 10 se jyada visitors milte hai .

(7) No-follow link : jab kisi site par add aap ki site ke link par click karne se aapki site usi page me khule to wo no-follow links kahlate hai .

(8) Do-follow link: jab site me add link par click karne se wo dusri windows me open ho to wo do follow links hote hai.

Ab aapko clear ho gaya hoga ki backlinks kise kahte hai. to ab hume janna hai ki backlinks kaise banaye apne site ke liye.

Also Read: Facebook Se Blog Ki Traffic Kaise Badhaye

Apni Site ke Backlink kaise banaye:

(1) Quality Content likhen:

Agar aap apne blog ke liye jyada se jyada backlinks bnana chahte hai. Then iske liye aapko apne blog par quality content likhna hoga. Post bilkul simple bhasha me and vistaar se honi chahiye. yani ki aapko aise articles likhne honge jise aapke readers easily samajh sake. And article unki help kar sake. High quality content likhne se another bloggers aapke article ke link ko apne readers ki help karne ke liye post me add kar sakte hai.

Also Read: Social Media Se Blog Ki Traffic Kaise Badhaye

(2) Another Blogs par commenting shuru karen:

Ye bahut hi assan tarika hai backlink pane ke liye . Aap apne hi niche ke other sites par commenting kare. Aur comment karte waqt aap apna url jarur add kare ise aapko nofollow backlink milega .

(3) Guest Blogging shuru karen:

Quality Backlinks badhane me Guest Blogging bahut jyada halpful hota he. Isme aapko apne niche ke kuch popular blogs par apni guest post submit karni hai. And also apne blog ka ek link add karna hai. But yaad rakhen ki Guest Blogging ke liye apne niche ke jo sabse  popular blogs ko hi select kare.

Also Read: Blog Post Ko SEO Friendly Kaise Banaye

(4) Apne Blog ko web directories me submit karen :

Apne blog ko web directories me submit karna backlinks bnane ka ek badhiya tarika he. Iske liye apne blog ko bahut se  web directories me submit kare. But yaad rahe ki aap apne blog ko quality web directories me hi submit kare .

NOTE : Backlinks banate samay aapko ye hamesa yaad rakhni chaiye ki aap hamesha quality site matlab jin site par jada traffic ya visitors hai ya jis site ki ranking achi hai kewal unhi site se backlinks pane ki kosis kare aur low quality site ke Backlinks ko avoid kare.

Also Read: Blog Me Facebook Page Kaise Add Kare

Backlinks ke fayide:

Website or blog ke liye backlinks bahut jaruri hai . backlinks se site ki popularty or value increase hoti hai. Also site par jitne backlinks honge aapko utna jyada traffic milega. And aapki utni jyada income hogi . To chaliye points wise dekhte hai ki backlinks se kya kya faida hota hai aapke site ke liye .

(1) Search Engine Fast Index Your Site :

Search engine when aapki site ko index karta hai. Then wo at first aapki site ke backlinks par focus karta hai ki ye is site par kaha kaha se traffic aata hai. And ye site other kitni sites se judi huyi hai.  ya fir aap is post me kis ki jankari de rahe ho. Aise me backlinks search engine ki help karte hai or search engine ko aasani se pata chal jata hai ki aapki post kis bare me he. Jisse aapka post search engine par jaldi se index hoti he.

Also Read: Blog Post Ko Publish Karne Ke baad Post ko Free Mai Promote kaise kare

(2) Improves Search ranking :

When search engine aapki site ko pehele index karega to aapki site ki search engine me achi ranking hogi. And when aapki site ko kisi another site se backlinks milta hai to search engine un site ke search result ke sath aapki site ko bhi search me dikhayega .

(3) Referral traffic:

Backlinks ka sabse bada faida ye hai ki backlinks se aapke site par traffic bhi generate hote hai. Another site ke bahut se visitors aapke site par aate hai.

Also Read: Blog Post Ke Liye Badiya Keywords Kaise Select Kare

Finally friends now I hope  ki ab aap backlinks ke bare me samaj gaye honge . Fir bhi agar aapka koi backlinks se related koi sawal ho to aap niche comment box me puch sakte hai .

Sath hi post achi lage to ise aapne friends ke sath social site par share jaror kare .

Leave a Comment