Blog Ki Traffic Badhane Ke 38 Popular Ways

Blog ki traffic badhane ke 38 Popular Ways : Kisi bhi Online Bussines ke liye High Traffic ki jarurat hoti hai. Agar aapki koi website or blog hai to usko bhi popular, Famous, Ya fir apne blog se achi income karne ke liye bhi aapke Blog par High Traffic ki jarurat hoti he.

jis blog ki traffic kam hogi uski koi bhi vellu nahi. Aur na hi uss blog ko search engine par Rank milegi aur na blog se achi income hogi. Isliye Blog Ko success banane ke liye Blog par traffic incease karna bahut hi important hai.

But blog ki Traffic badhane ke liye bloggers bahut si mistakes karte hai. jiski bajaha se unke blog par visitors lana bahut hi muskil ho jati he. So in this post main aapko Blog ki traffic badhane ke 38 Popular Ways ke bare me bataonga. Jinhe follow karke aap apne Website ki Traffic 100% increase kar sakte hai.

Maine already Myhindinotes par blog ki traffic ke bare me bahut se Article share ki hai. Jinhe agar aapne abhi tak read nahi kiya to please aap pehele in post ko padhe.

Har Blogger yehi chahega ki apni blog par hamesha achi traffic ho. But traffic Anne ke liye blog par kya hona chaiye kya kya nahi hona chaiye.Ya Fir kya karna chaiye aur kya kya nahi karna chaiye Jisse aapki Blog par jyada se jyada visitors increase karne me ssuccess honge. In sabhi Points ke bare me Niche main aapko Blog ki starting se bataonga Jisse aapko samajne me bhi assan hogi.

And I sure agar aap in sabhi points ko properly follow karenge to aapki Blog ki traffic jarur badhenge.

Blog Ki Traffic Badhane Ke 38 Popular Ways:

(1) Blog Par Domain Name Add Kare: Domain nane add karne se aapki blog ki url short hoti he. Aur Visitors ko bhi aapki site ki name yaad rakne me easy hoga. jisse wo aapki blog par again visit kar sakte hai. So Blog ki traffic badhane ke liye Blog Me Domain Add Kar na bahut hi important hai.

(2) Blog Ke liye badiya Simple template ( Them) use Kare: Simple them ki speed achi hoti hai. Sath hi Simple them se aapki blog ki design bhi simple hogi. Jisse Google + Visitors dono pasand karte he.

(3) Email subscribe widget add kare: Email subscribe widget ki help se jo aapki blog post ko apni gmail par pana chahe wo is widget par aapke blg ko subscribe kar sakte he.

(4) Blog Ko achi taraha se Design kare: Blog ki design achi na ho to visitors blog ko pasand nahi karenge aur jo aapke blog par ek bar visit karenge. Agar aapki site ki design achi nahi hogi to wo fir next aapke blog par nahi aayenge. So blog ki traffic increase karne ke liye blog ki Design achi hona bhi bahut hi jaruri hai.

(5) Site Ko Search Engine par submit kare:  Blog ko search engine par lane ke liye blog ko Search Engine par submit karna padta hai. Jisse Search engine par aapki site or post hogi to aapke blog par visitors aayenge.

(6) Sitemap Banaye Aur sitemap ko search console par submit kare: Site map par aapki site ki har url add  hoti he jo search engine ko aapki post par kya he ye batati  he. Aur tab search engine aapki post ko show karega. So site ke liye sitemap jarur banaye. And use search console par submit kare.

(7) Advance SEO Setting Enable kare: Blog par Advance seo setting enable karne se aapki site ki ranking increase hogi. Post search engine par show hone lagenge. Aur sath hi aapki site seo friendly bhi hogi.

(8) Template ko SEO Friendly banaye: Agar blog ki template seo friendly na ho to aapki blog par kabhi bhi visitors increasse nahi honge. Isliye hamesha seo friendly templte hi add kare apne blog par .

(9) Blog Ko Seo Friendly banaye: Blog ko seo friendly banane ke liye Blog par advance seo setting enable karne ke sath hi apne blog ki template ko seo friendly banaye. Aur blog ko badiya design kare.

Blog Ki Traffic Badhane Ke 38 Popular Ways:

(10) Har Post ke liye ek badiya Keyword Select kare: Keyword blog post ko search engine par rank dilati hai. So hamesha blog post ke liye High quwality keywords select kare.

(11) Blog Post Ke liye Badiya Title select kare: Always Attractive wala title rakhe apne post ka. Jisse padte hi logo ko post par kya he ye jaane ko maan kare. Aur post post ko padne ke liye click kare. Then aapki blog ki traffic badhegi.

(12) High Quality Post Likhe: Apni har post par full information de. Jisse visitors ko baki site par search karne ki jarurat na ho. Matlab aap jis topic par post likhte he uski puri jankari aapki post par share kare. Agar aap aisi High Quality post likhenge to  visitors  hamesha aapki site par visit karna pasand karenge.

(13) Post Par H1,H2 use Kare: Header add karne se blog post k readability achi hoti hai. Sath hi header par aap apne post ke keyword ko add karke post ko aap seo friendly bhi bana sakte ho.

(14) Blog Par On page And  Off page Ko Proparly optimize kare: Blog par visitors badhane ke liye  on page And off page seo ko sahi tarike se optimize karna padega. On page par aapko post ke andar jo optimize karna padta hai aur off page par aap post ko publish karne ke baad post ko promote karne ke liye jo karna pata he Aap in ko sahi tarike se optimize karke bhi apni blog ki traffic boost kar sakte ho.

(15) Attractive image add kare blog post par: Blog par traffic pane ke liye hamesha attractive image add kare apne blog post par. Because 99% visitors aapki post ko read nahi karenge agar aapki blog post ki image kharab ho to. So beautiful and clear photo add kare apne blog par.

(16) Blog post ke liye photo khod hi create kare: Own create image se aap visitors ko attract karne ke sath aap Copy Right issu hone ki problem se bhi free ho sakte ho. So aap Stock Photos download karne ki bajaha khod hi image create kare.

(17) Images ko seo friendly banaye: Blog post ke images ko aap seo friendly banakar bhi blog par visitors increase kar sakte ho. Malo agar kisine google photos par aapki kisi topic ke related search kiya. Aur aapki post ki photos visitors ko mila to wo uss image ke link se bhi wo aapke blog par visit kar sakte hai.

(18) Post Par Internal Or Extarnal Links Add kare: Post par aapke old post ke liks add kare aur sath hi kisi others site ki links bhi apne blog par add kare. Ise aapki site ki Bounce Rate bhi kam ho jayegi.

(19) Keyword Density ko bhi dhyan me rakhe: Blog post par keyword jarur add karna chaiye. But agar aapne Apne post par Keyword ko jyada time use kiya to fir aapki Keyword Density jyada ho jayegi. Jo ki aapke post ke liye bilkul bhi sahi nahi hai.

(20) Leangth Article likhe: Leangth article se aapko search engine par achi rank milegi. Aur  Visitors ko bhi leangth article par jyada jankari milti hai. Jisse jyada visitors aapke blog par visit karne lagenge.

Blog Ki Traffic Badhane Ke 38 Popular Ways:

(21) Always New Topic par post Likhe: Jis topic par internet par pehele hi bahut logo ne likha he. Aap aise topic ki bajaha kuch aise topic share kare jo internet par kam milti ho.

(22) Blog Par Guest Posting Stat Kare: Guest posting se bhi aapke blog ki traffic badhane me help hoti hai. Manlo aapne apne blog par kisi others bloggers ka gust post ko apne site par publish kiya to uss blogger ke visitors bhi aapke blog par visit karne lagenge.

(23) Dusre Ke Blog Par Guest Posting Kare: Agar aap kisi other blog par Guest post karonge to aap apni site ki link post par add karke Bhi aap apne blog ki traffic boost kar sakte ho.

(24) Blog Par Comment system enable Kare: Comment System se visitors ko jyada time tak rakh sakte hai apni site par. Isliye Blog par Comment Box add kare.

(25) Comment Ka replay kare: har comments ka reply kare. And visitors ki help kare Jisse visitors aur aapki bich me ek badiya reletion rahega. Aur visitors bhi aapki blog par visit karna pasand karenge.

(26) Others Blog Par Comment Kare: Dusre bade bloggers ke blog par comment kare. Aur apni site ki links comment me add kare. Jisse agar kisine aapke comment ko padhkar bhi aapki site par visit kar sakte hai.

(27) Blog Par Social Buttons Use Kare: Blog ko Popular, Famous Aur Blog k traffic increase karne ke liye Social sharing button se karna bahut hi jaruri hai. Because Social site par agar koi visitors aapki blog ya post ko share karna chahe to Easily in buttons ko use kar sakte hai.

(28) Popular Social Site par Apne site ko promote kare: Sabhi popular social site par aap apni blog post ko share kare jise social site se bhi aapke blog par vissitors aane lagenge.

(29) FaceBook Page Banaye: FaceBook par apni site ki name par ek page banaye. Aur uspar apni har post ko share kare.

(30) Post Par Har Readers ko Blog or post ko share karne ke liye Request kare: Blog ko share karne se aapki blog ko jyada se jyada logo ko dikhai degi jisse wo aapke blog par visit kar sakte hai. So aap khod to share jarur kare sath hi aap aapke post ki last Me apne readers ko bhi post share karne ke liye Request kare. Jisse agar kisine apki post ko share kiya to aapki blog aur jyada popular ho jayegi. Aur sath hi aapke blog ki traffic bhi badhegi.

Blog Ki Traffic Badhane Ke 38 Popular Ways:

(31) Blog Ko regular Update Kare: Regular update karne se blog ke visitors ko daily aapke blog se kuch new shikne ko milega. Jisse visitors aapke blog par daily aane lagenge.

(32) Old Post Ko Bhi Update karte rahe: Aapni har old post ko bhi up time to time update karte rahe. Aur post par Kuch links ya fir kuch new words add karke apni old post ko update karte rahe.

(33) Blog Ki Loading Speed ko Fast Banaye: Blog par traffic badhane ke liye blog ki loading speed fast honi chaiye. Because  slow loading wale site par visit karna koi bhi nahi chhahega. So aap apne blog ki loading speed ko hamesha fast banye.

(34) Blog Par jyada Ads kabhi mat lagaye: Over ads  ki bajaha se site ki loading speed kharab hoti hai. Aur sath hi Jyada ads add karne se visitors ko bhi post padne me parisani hoti he. Ya fir unko jo jankari chaiye wo aapke blog par jyada ads k bajaha se search nahi kar payenge. Aur aapki blog se kisi others site par chale jayenge. Isliye kabhi bhi blog par jyada ads add mat kare.

(35) Kya search karke Visitor’s aapke blog par aate he. Aap wo Google Analytics par Check kare. Aur usi Type ke post share kare: Aapke blog ke visitors kya search karke aapke blog par visit karte he aap ye google Analytics ke Intersets option par click karke Overview par aap  Check kar sakte he ki kya search karke aapke blog par visitors aate he. Aap

(36) Newspaper/ Tv me add de: Blog ki traffic badhane ke liye aap News Paper Or TV par ads bhi show kar sakte he. But ispar aapko thode paise dene padenge.

(37) Site ki Name Ki Grittings Card , T Shirt banakar Friends ko gift kare: Aisi bahut si site hai jinpar aap apni site ki name ki Grittings card ot T shirt banakar apne friends ko Gift kare jise aapke firinds bhi aapki site ki promotion karenge.

(38) Kisi other Blog se kabhi Copy Paste mat kare: Blog par Traffic increase karne ke liye ye bahut hi important hai ki aap kisi others Blogger ke blog se kabhi bhi Copy mat kare. Aur hamesa khod hi likhe apni post ko. Aur apni Telent show kare na ki kisi others ki copy kare.

Post Summary

To Fiends in 38 Points ko Correcty Follow kare. Aur site ki Traffic status check karte rahe. Aapki site ki tarffic 100% badhegi. Aur maine in Tips ko Follow karke apni site par bahut se visitors increase kiya hai. So agar aap bhi in sabhi tips ko shahi se follow karenge to aapki blog ki traffic jarur badhegi.

Finally ab aap muje bataye ki Blog Ki Traffic Badhane Ke 38 Popular Ways ye jankari aapko kaisi lagi. Ya fir is post se related koi bhi sawal ho to aap niche comment box par apna sawal puch sakte hai. Sath hi Is post ko aap apne doston ke sath share karna mat bhule.

Leave a Comment