New Bloggers Blog Par Starting 15 Steps Kya Kare

Kya aap seriously blogging start karna chahate ho? Or kya aapne recently blogging start kiya hai to aap is post ko carefully padhe. Because is post par main new bloggers blog par starting 15 steps kya kare is bare me bataoga. Blogging ek bahut hi badiya tarika hai online paisa kamane ke liye. And internet par apni ek pehechan banane ke liye. But ise start karne ke liye aapko bahut kuch learn karna padta hai. Because bahut se new bloggers jab blogging start karne ke liye blog banate hai to wo confused hote hai ki blog par ab next steps kya karna chaiye.

And wo jo important reheta hai apni blog par wo nahi karte. Jiski bajaha se new bloggers ki blog fast achi ranking and big traffic hasil nahi kar sakti . And isliye bahut se bloggers kuch hi days me parisan hokar blogging hi quite kar dete hai. And is bare me new bloggers ko jyada kuch nahi pata hota hai ki Blog banane ke baad kya karna chaiye. But don’t worry agar aap ek new blogger hai aur confused hai ki ab aapko kya kya karna chaiye. To aap is post ko carefully follow kar New Bloggers Blog Par Starting 15 Steps Kya Kare: Steps 1 Apni Blog Ke Liye Niche Select Kare Jab blogging ki baat hoti hai to sabse pehele aapko ek topic ki jarurat hoti hai jispar aap blogging kar sako. To ab baat ye hota hai ki aap kispar blogging start karoge. Agar aapne pehele se topic selection kiya hai to thik hai. But agar nahi kiya hai to ab aapko ek topic select karna hoga. Aur blogging ke liye niche select karna itna assan nahi hai. Because blog niche ek aisi chiz hai jispar aapko daily blogging karna padta hai. So agar aapne aisa topic select kiya jispar aap hamesha blogging kar sako to aap blogging me success nahi ho sakte. Isliye jab aap blogging ke liye topic selection karo to ek aisa topic chose kare. Jispar aapko interest aur knowledge ho. Otherwise aapko blogging me bahut hi parisani ho sakti hai.

Apne blog ke liye topic select karne ke liye aap myhindinotes ki is post ko read kare. Blog ke liye Topic Kaise Select Kare Steps 2 Domain Name Selection Kare Domain name aapki brand ki name hoti hai. So ek brand name rakhne se pehele aapko bahut si batton par dyan dena hoga. Because jab aap apni domain name seletc karoge to use aap again and again change nahi kar sakte. To Domain name aapko hamesha short rakhna hoga. Aur apni domain name par hyphen, ya fir number bhi use nahi karna chaiye. Sath hi aapko apni domain name par aap jis topic par blogging karoge. Uski related keyword bhi aapko apni domain name par add karna hoga. So apne Blog ke liye ek perfect domain name select karne ke liye aap is post ko carefully padhe.

Blogspot Blog Par Kyu Custom Domain Name Add Karna Chaiye Blog ke liye badiya domain name kaise select kare. Steps 3 Domain Registration Kare Jab aap domain name select karoge to uske baad aapko domain name registration karna hoga. And domain name aap 1, 2, 3, jitne yrs ke liye bhi registration kar sakte ho. Aur India ke bloggers Jyadatar GoDaddy or BigRock se hi domain buy karte hai. Because inpar domain name buy karna bahut hi easy hai. So apne blog ke liye cheap price me domain name registration karne ke liye aap niche ki is complete guide post ko read kare. Godaddy Se Domain Kaise Kharide BigRock Par Domain Name Kaise Registration Kare Step 4 Apna Blog site banaye And Blog Ko Submit Kare Ab aapne blogging ke liye topic select kar liya hai. Fir aapne ek domain name bhi select kiya or use register bhi kar liya hai. To ab aapko ek blog create karna padhega. And blog banana bahut hi easy hai. Aap Blogger.Com par bahut hi easily apni blog bana sakte ho. Bas aapke pass ek Gmail ID and ek laptop jispar internet ki facility honi chaiye fir aap Blog Kaise Banaye Is Post ke jariye apni blog bana sakte ho. Fir blog banne ke baad next aapko apne blog ko search engine par submit karna hoga. Jisse search engine ko aapki blog ke bare me pata chalega. To ab aap apne blog ko Google And Bing ke search engine par index kare Steps 5 Blog Par Kuch Essential Page Add Kare Blog banane ke baad me blog par kya hai, Kisne banaya hai. Aur blog ki rules kya kya hai ye sab batana bahut hi jaruri hai search engine ke liye. So aap blog par kya hai and kisne banaya hai Iske liye ek About us page banaye. Fir aap agar koi aapko apke blog ke jariye contact karna chahe to uske liye contact us page banaye. Aur blog ki rules batane ke liye aap apni blog par Privacy Policy page bhi create karle. Steps 6 Blog Me Domain Add Kare Page banane ke baad ab aapko apni blog par domain add karna padhega. Jo aapne already buy kiya hai. Domain add karne se aapki blog ki name short hogi. And aapki blog bilkul website ki taraha lagegi. So aap ne jis domain name ko GoDaddy or BigRock se kharida hai use aapne blog par add kare. Blog par domain name add karrne ke liye aap is post ko read kare. Blog Par Domain Kaise Add Kare Steps 7 Theme Select Kare And Them Ko Apne Blog Par Upload Kare Theme blog ko design karne ke liye use kiya jata hai. So aap apne blog ko design karne ke liye ek badiya simple aur attractive them chose kare. But jyada colorful wale template ko select mat kare. Aur jitna ho sake simple theme ko hi select kare. Sath hi aapne select kiya theme Mobile Responsive, SEO friendly and fast loading bhi honi chaiye. So ek perfect theme ko hi apne blog ke liye select kare. And apne blog par use upload kare. Blog Ke Liye Template Download Karne Ki 5 Best Websites Blog me template upload/install kaise kare Blogger Template Ko Mobile Friendly Kaise Banaye Steps 8 Blog Ko Design Kare Template Upload hone ke baad ab aapko apni blog ko design karna hoga. And blog Design me aapko kuch widget add or kuch remove karna hoga. And apni blog ko simple tarike se design karna hoga. But designing me bhi aap apne blog par jyada color add mat kare. Aur jyada widget ko bhi add mat kare. Blog ko perfectly design karne ke liye aap inn post ko read kare. Apne Blog Ke Liye Ek Perfect Free Logo Kaise Design Kare Blog Ko Design Karne Ki 10 Lettest Tips For Beginners Steps 9 Social Sites Par Blog Ki Account Banaye Social sites bahut hi badiya tarika hai apne blog ko famous banane ke liye. So aap har popular social site jaise Facebook, Twitter, LikedIn, Google plus par apni account banaye. Aur fir apni site ki name ki groups and pages bhi banaye. Jisse aapko bahut hi assan ho jayega apni blog ko popular banane ke liye. Sath hi aap apne blog par facebook page ko bhi add kare jisse aapke blog par visit karne wale har visitors aapki facebook account par aapki blog ki notification pa sake. Blog Me Facebook Page Kaise Add Kare Steps 10 SEO / On Page, Off Page Ke Bare Me Learn Kare Design ho jane ke baad ab aapko SEO ke bare me learn karna padhega. Because without SEO aap apne blog ko kabhi bhi success nahi bana sakte. So aapko SEO Ki achi jankari honi chaiye. SEO ka matlab search engine optimization hota hai. Yani apne blog ko search engine ke liye optimize karna. And SEO ke bahut se parts hote hai. Aapko sabhi ke bare me achi knowledge honi chaiye. Tabhi aap apne blog ko search engine par ek achi position par rakh sakenge. SEO ke bare me jyada jankari ke liye aap inn post ko read kare. Seo Kya Hai Or Website Par Ise Kaise Use Kare On Page SEO Kya Hai Off Page SEO Ki Puri Jankari Hindi Me Black Hat SEO Vs White Hat SEO Kya hai Steps 11 Blog Ko SEO Friendly Banaye Blog ko seo friendly banane ke liye aapko pehele Seo ko achi taraha samajna hoga. Tabhi aap apne blog ko seo friendly bana sakte ho. And blog ko Search engine ke liye optimize karne ke liye aapko apni blog ko badiya se design karna hoga, Blog par description add karna hoga. Fir next sitemap banakar use search console par add karna hoga, apne blog par advance SEO setting enable karna hoga. Custom robot Txt add karna hoga. Aur bhi bahut kuch aapko apni site ko seo friendly banane ke liye karna hoga puri jankari ke liye Blog Ko SEO Friendly Kaise Banaye is post ko follow kare. Steps 12 Keyword Ke Bare Me Learn Kare Upar ki step se aapki blog perfectly ready ho gayi hai. To ab aapko blogging start karne ke liye at first keyword ke bare me janna hoga. Keyword ka matlab hota hai ki aap jis bare me likh rahe hai uski main words. Yani maan lo aapne ek post likhi hai ” Facebook account kaise banaye puri jankari hindi me” to aapki is post ki main words hai Facebook account kaise banaye. And ise focous keyword bhi kehete hai. Keywords bahut types ke hote hai, But blog post par jyadatar Long tail keyword ko use kiya jata hai. Aur long tail keywords se aapko bahut hi fast search engine par achi ranking bhi milti hai. Keyword Ke bare me puri jankari ke liye niche ke inn post ko carefully read kare. Keyword Kya Hai Aur Post Ke Liye Keywords Keise Select Kare Long Tail Keywords Kya Hai Puri Jankari Hindi Me High Quality Keyword Research Karne Ke 5 Best Tools Google Adwords Keyword Planner Kya Hai Aur Ise Kaise Use Kare Focus Keyword Ko Blog Post Par Kaise Aur Kaha Add Kare Steps 13 Keyword Density ki jankari Keyword ko blog post par kitni bar use karte hai use keyword density kehete hai. Aur agar aapne apni post ki density jyada ho jaye to bhi search engine aapki post ko spam manti hai. So blog post par density kitni % honi chaiye iski jankari aapko achi taraha honi chaiye. Otherwise aapki post ko search engine par achi ranking kabhi nahi milegi. Keyword Density Kya Hai Or High Ranking Ke Liye Ise Kitni Percent Rakhe Steps 14 High Quality Content Likhe And Published Kare To ab tak aapne Blog banaya use design kiya, SEO ke bare me learn kiya. Blog ko Seo friendly bhi banaya fir keyword ke bare me bhi learn kiya. Ab aapko apni blog ke liye post likhna hoga. And blog par hamesha high quality post linkna hoga. So high quality post likhne ke liye aapko ek bahut hi badiya title select karna hoga. fir apne post par on page seo perfectly optimize karke post ko details me likhna hoga. and last me aapko use publish karna hoga. Apni blog par high quality content kaise likhe and use published kaise kare details me jaane ke liye inn post ko read kare. High Quality Content Likhne Ke 5 Easy ways Blog Post Publish Karne Se Pehele Check Kare In 10 Points Ko Steps 15 Blog Ki Traffic Increase Karne Ki Tips Blog post published karne ke baad ab aapko apni blog par traffic increase karne ke bare me sochna chaiye. Because agar blog par traffic na ho to blog ka kya faida. So aapko apni blog par visitors increase karna hoga. And blog ki traffic increse karne ke bahut se tarike hai. Jaise post ko social site par share karke. Blog post ko submit karke aap apni blog par visitors badha sakte ho. Maine already blog par visitors badhane ke bare me article share ki hai jine padhkar aap apni blog ki traffic increase kar sakte ho. 11 Simple Tips Blog Ki Traffic Kaise Badhaye Blog Ki Traffic Badhane Ke 38 Popular Ways Social Media Sites Se Blog Ki traffic Badhane Ke Kuch Assan Tarike Blog Par Comments Kaise Kare Backlinks Aur Traffic Pane Ke Liye Conclusion: Upar bataye shabhi tips blogging ki starting ke steps hai. But iske baad bhi blogging ka kaam khatam nahi hoti hai. Ab next aapko apne blog par continuely post update karna hoga. Yani per day aapko 1,2,or 3 aap jitni kar sako new post add kare. But new post add karne ka ye bhi matlab nahi ki aap likho aur use pulished karo. Agar blogging me success hona hai to aapko hamesha quality content likhna hoga. Aur sath me apne post ko SEO Friendly bhi banana hoga. Chahe aap 2 days me 1 hi post dale but quality articles hi publish kare. Thabhi aapko search engine par achi rank milegi. And aapke blog par visitors bhi aayenge. Fir jab aapke blog par 30 or 40 post aur apne blog par minimum 500 visitors hone ke baad aap Google AdSense ke liye apply kare. Aur apni blog se earning start kare. But ek baat ka hamesa dhyan rakhe ki starting me hi aapko earning ke bare me nahi sochna hai. Because ho bhi sakta hai ki aapko 10 post and 100 visitors me bhi AdSense mill sakti hai. But agar aap starting se hi earning ki baat sochege to aap apni blogging par yani quality content likhne par focus nahi kar sakonge. Jisse aapko bahut hi parisani ho sakti hai apne blog par traffic, ranking increase karne me. And ispar sabse important baat jab aapki adsense 100-200 visitors me approved ho jaye aur aap apni blog par ads bhi add karo to uske baat aap earning ki report bhi check karne lagoge. And 200 visitors me aapki earning na ke barabar hogi. Aur jab aapki earning achi nahi hoti hai ya na ke barabar hoti hai to bahut se bloggers ka Blogging quite karne ka main reason yehi ho jati hai. To kya blogging me aap achi income nahi kar sakte ? Ji nahi blogging se aap achi earning kar sakte ho. But main aapko 100% keh sakta hu ki agar aap starting se hi earning ke bare me sochenge to aap blogging me succes nahi honge and around 6 month ke andar hi blogging quite kar denge. And ye galti mere ek friend Bikash Dhakal ne bhi ki thi. Maine usko starting me hi kaha tha ki starting me bas high quality articles likhne me focus kar and jab blog par achi traffic hogi tab blog se paise kamane ke bare me sochna. But shirf 8 post par hi usne adsense ke liye apply kiya aur uski account approved bhi ho gayi. But 4 month me bhi jab uski earning report par $0.22 tha to uski blogging se interest hi khatam ho gayi. So main aapse kehene chahonga ki aap ye galti mat kare aur Blog banane ke baad starting 1 or 2 month tak shirf traffic aur quality content ke bare me soche agar aap seriously blogging karna chahate ho aur blogging me apni carrier banana chahate ho to. Finally New bloggers blog par starting 15 steps kya kare ye jankari aapko kaisi lagi ? niche comment box par jarur bataye. Sath hi agar aapko ye article helpful lagi to ise apne doston ke sath jarur share kare. Because jab aapke liye ye article helpful raha to aapke friends ke liye bhi ye jarur helpful rahega. To kya aap nahi chahate ki aapke friends bhi blogging kare aur blogging se ek achi income kare. So don’t forget to share this post.

Leave a Comment