WordPress Blog Par Google Analytics Kaise Install And Setup Kare

Agar aap ne apana ek WordPress par blog banaya hai aur aap janana chahate ho ki WordPress Blog Par Google Analytics Kaise Install ? to is jagah par aapko sari information milegi jisake help se aap pura setup kar sakate hai.

WordPress Blog banane ke baad har bloggers ko apni blog ki status check karte rehena chaiye. Matlab ki aapko apne blog par kya kya ho raha hai. Jaise, kitne visitors aaye, Kaha se aaye, Site ki bounce rate kitna raha, Is bare me puri jankari honi chaiye.

Because agar blog ko success banana hai aur aapko apne blog par kya kya, aur kaise ho raha hai, Is bare me pata nahi hoga to aap kaise apne blog ko success banayenge?

wordpress par google analytics kaise install and setup kare

Isliye aapko apne blog ko track karna chaiye aur iske liye Google Analytics jo ki Google ki hi ek free service hai. Analytics ki help se aap apne blog ko achi taraha tracking kar sakte ho.

Google Analytics par bahut se futures hai jisse aapko apni blog ki details traffic report milegi.

• WordPress Par Yoast Seo Plugin Kaise Setup Kare

• Perfect SEO Optimize Article Kaise Likhe WordPress Blog Ke Liye

Google Analytics Futures

(1) Blog me kitne visitors live hai

(2) Mobile, tablet ,computer kis me Chala rahe hai

(3) Kya chala rahe hai

(4) Kaha se aaye hai. Organic, direct ya fir social site se

(5) Kya search karke site par aaye

(6) Kitne visitors aaye day/month /year ke hisab se

(7) Average kitne time tak rahe visitor’s site pe.

(8) Total kitne page views howe

(9) Bounce rate kitna raha

(10) Kon se country se aaye hai

Jab aap in shabhi option ko Google Analytics par check karenge to aap bahut hi easily apne blog ko success bana sakege.

Because Google Analytics aapko ye bhi bata deta hai ki kis post par aapke jyada visitors aaye and kis post me kam. Kis keyword par jyada visitors aa rahe hai. Kya search karke aapke blog par aaye hai ya Direct.

Jab aapko in sab ke bare me achi jankari ho jaye to aap visitors ke search, interest,Location ke hisab se apne blog par jankari share karke blog ki traffic bhi increase kar sakte ho.

WordPress Par Google Analytics Kaise Install And Setup Kare

Wp par analytics install karne se pehele aapko analytics par account banana hoga. To chaliye sabse pehele ek account banate hai Google Analytics par.

Google ke Analytics ki site par sign up ki button par click kare.

wordpress blog par google analytics kaise install and setup kare

Ab ek form aayega. Jisme aapko apni site ki jankari dalni hai.

wordpress blog par google analytics kaise install and setup kare

And is par aap sabse pehle Website par click kare fir,

1. Account name dale

2. Website ka name dale

3. Website ki URL add kare

Ab puri detail dalne ke baad niche Get Tracking Id par click kare.

wordpress blog par google analytics kaise install and setup kare

Fir apke samne ek naya page aayega. Osme aapki google analytics ki tracking id hogi. Niche screen shot par jo maine xxxxx diya hai woha aapka tracking code  hoga.

wordpress blog par google analytics kaise install and setup kare

Ab aap ise aise hi rakhe and next tab par apna WordPress ka dashboard open kare. Dashboard open hone ke baad niche Plugins > Add New par click kare. Fir aap Search bar par Google Analytics likhkar search kare.

Help ke liye aap niche ke screen short ko dekh sakte ho.

wordpress blog par google analytics kaise install and setup kare

Ab aap Google Analytics for WP (GADWP) Install and fir active kare.

Next aap plugins par jaye and (GADWP) plugins ke setting par click kare. Fir aap Get access code par click kare.

wordpress blog par google analytics kaise install and setup kare

Ab next page par aapko apna Email and password dalna hai. Ispar aap apna jis email se account banaya tha usi account se login kare.

Login karne ke baad Ab aapko ‘Google Analytics Dashboard want to View your Google Analytics data’ Allow par click karna hai.

wordpress blog par google analytics kaise install and setup kare

Fir aapko ek link milegi jisse copy karke aapko Access Code par is access code ko paste karde. And last me save change par click kare.

Finally ab aapki WordPress par Google Analytics install and setup ho gaya hai. Ab aap apne dashboard se hi apne blog ke visitors ko check kar sakte ho.

Ab aap muje bataye ki WordPress Blog Par Google Analytics Kaise Install And Setup Kare. Ye jankari aapko kaisi lagi?

Sath hi agar aapko ye jankari achi aur helpful lage to aap ise social site par apne doston ke sath share karna mat bhule.

Leave a Comment