Off Page Seo se blog ki traffic kaise Badhaye: Seo blog ko success banane ke liye sabse important Factor hai. Agar aap ne blog banaya hai then aap jitni jaldi seo ko learn Karoge. Utni hi fast aapki blog par traffi Increase hogi.
Seo ke main 2 parts hote hai On page seo and off page seo Ispar aapko on page par aapko blog post ko publish karne se pehele optimize karoge use on page seo kehete hai. Such as Title, photo, Internal linking, Keyword ko optimize karna.
But Off page par aapko wo sab optimize karna padhega jo aap post ko share karne ke baad apni post ko publish karne ke liye karte ho.
Such as Blog ko search engine par submite karna, Blog post ke photos ko share karke apni blog par visitors lana ya blog post ko share karke visitors lane ke kaam ko hi of page seo kehete hai.
Also Read: Keyword Density Kya He Or High Ranking Ke Liye Ise Kitni Percent Rakhe
In This post main aapko off page seo se blog ki traffic kaise badhaye is bare mai details me bataonga.
I hope ki aap seo aur on page seo ke bare me jante ho. But agar aap seo aur on page seo ke bare me achi taraha se nahi jante to at first aap ye post padhe.
Aaj is post par main aapko shirf off page seo ke bare me bataoga ki kaise off page seo se aap apni blog ki traffic badha sakonge.
Off Page Seo Se Blog Ki Traffic Kaise Badhaye:
off page ke baat karne se pahele aap ko ye janna bahut hi important hai ki off page seo kya he.
Because agar aap ko off page seo ke bare me pata hi nahi hoga to aap use optimize kaise karenge? Aur apni blog par visitos kaise increase karoge? So aap ko off page seo ke bare me learn jarna jaruri he.
To friends ab main maan leta hu ki aap seo ke bare me thodi, buhut Kuch jante ho. And ab main aapko off page seo se blog ke traffic badhane ke bare me bataonga.
Also Read:
- Blogger Blog Ko SEO Friendly Kaise Banaye
(1) Social Sharing:
Off page par social sharing sharing se aap apni blog ki traffic bahut hi increase kar sakte ho.Because social site ek aisi jagaha hai.Where aap apne blog ko free me promote kar sakte ho.
So aap FaceBook, Twitter & Google+ par share kare. Aur In par aap ni site ki page bhi banaye. And apni har post ko apni page par share kare. jisse aapke blog ke bare me logo ko pata chalega. And wo aapke blog par visit karenge.
(2) Search engine submission:
apne blog ko search engine par submite karna off page seo ka ek bahut hi important parts hai.
Jab aap ek site banaoge to search engine ko aapke site ke bare me kaise pata chalega. So search engine par blog ko submite karna bahut hi jaruri hai.
Jab aap apni site ko search engine Such as Google, Bing,Yahoo,MNS par submite karogo to aapki site par jo bhi rahega. Agar koi use srarch engine par koi search karega to aapko blog or post visitors ko show honge. Aur aapki blog par visitors increase honge.
So Blog ko search engine par submite karna bahut hi jaruri hai. Agar aapne apne blog ko abhi tak submit nahi kiya to at first aap apne blog ko Google and bing ke search engine par sibmite kare..
Off Page Seo Se Blog Ki Traffic Kaise Badhaye:
(3) Link Exchange:
Link exchange bhi ek bahut hi badiya tarika hai off page seo se blog ki traffic badhane ke liye.
Ispar aap ko karna ye hai ki apne hi kisi related blog par Contact kare aur apni blog ki link unke blog par share kare. Aur apne blog par unke blog ko share kare.
Aise Aapke blog ke liye achi backlinks banenge. But ispar aapko ye baat dhayn me rakhna hoga ki aap jis site par link share karoge. Wo site aapki blog niche ki related honi chaiye. Aur us blog par kuch bhi aisa nahi hona chaiye. Jo google policy ke khilaf ho.
Matlab aap aise site par apne links ko share kare. Jis site ki rank achi ho.
Also Read: Focus Keyword Ko Blog Post Par Kaise Aur Kaha Add Kare
(4) Photo Sharing:
Jaise ki maine aapko upar bataya ki off page seo se blog ki traffic increase karne ke liye Social site par apne blog post ko share karke aap apni blog par jaise visitors la sakte hai. Thik woise hi aap apne Blog post ke photos ko share karke bhi apni blog ke visitors badha sakte hai.
such as Instagram Printest in site par aap apne blog ke phots share kare. Aisa karne se jo aapke phots ko dekhenge wo aapke site par visit kar sakte hai.
Off Page Seo Se Blog Ki Traffic Kaise Badhaye:
(5) Blog Review:
Blog review ka matlab aap apne blog par jo famous aur Popular blog hai. unke bare me post likhe.Aisa karne se jiske site ke bare me ya jis ke bare me aap likhoge. unke followers aapke blog par aayege. Aur aap jiske bare me likhoge wo bhi aapke post ko social aur other site par share karenge.
(6) Question Answere:
Off page seo se blog ki traffic badhane ke liye aapko question & Answere ke site par join karna hoga.
jaise Quora, Yahoo Answere, site par join kare. Aur aap aapne blog ke related topic par Question kare ya fir kisi ka question ka answere de. And aap jab question karte ho ya kisika ans dete ho to aapne blog ka links dena mat bhule.
(7) Guest Blogging:
Guest Blogging bhi ek bahut hi badiya tarika hai Blog ki traffic badhane ka.
Ispar aapko karna ye hai ki aap lisi or blpg par guest post kare. Aur apni site ki links aur other kuch post ke links bhi aap apne post par add kare. aisa karne se jo aapka guest post kisi site par share karoge. Uss blog ke visitors aapki blog par bhi visit karenge. Jisse aapki blog ki traffic increase hogi.
Agar aap myhindinotes par Guest post karna chahate hai to yaha par post kare
In sabke alawa bhi aap docoments sharing site jaise Issu.com slidshare.com site par aap apni docoments ko share karke bhi aap apni blog ki tarffic badha sakte hai. Fir aap Forum par bhi apne post ko share kare. Such as, Awasu.com Bbpress.org site par aap apne blog niche ke post ko share kare. Jisse aapko apni blog par visitors badhane me madat milgi.
Finally friends ye the off page seo se blog ki traffic badhane ke kuch assan tarika. Ye jankari aapko kaisi lagi. Ya koi sawal ho is post ke related to aap niche comment box par apna sawal puch sakte ho. Sath hi is post ko apne doston ke sath social site par share karna mat bhule.